Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNeelesh Mishra
HomeNeelesh Mishra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


guzar na jaaye ye khwaab sa safar guzar na jaaye ye khwaab sa safar sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke phir milen na milen guzar na jaaye guzar na jaaye aa aaa aa haa aaa aa keh diya hai aaj aakhir tumse jo chhupaye hum rahe gumsum se isse pehle bant hi jaayen raste apne bhi dil ki kaho kuchh humse tumhaari jo khamoshi hai kahaniyaan si kehti hai tumhaari jo tamanna hai wo munh chhupaaye rehti hai tu ru ru ru uuuooooo tu ru ru ru uuuooooo sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke phir milen na milen guzar na jaaye ye khwaab sa safar guzar na jaaye na jaaye heyyy puchhte ho haal mere dil ka hosh hai na raah na manzil ka ye badan mein kya pighalta jaaye ek nasha ho jaise halka halka safar ye khatam na ho raahen ye kabhi kam na hon mile ya na mile manzil bichhad ne ka ghum na ho tu ru ru ru uuuooooo uuuooooo tu ru ru ru uuuooooo sab kuchh simat ke aaya hai sirf ek pal mein baahon mein thaam lo tum ke
khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata kaise hum khud ko rok lein rahaa nahin jaata chaand mein daag hai ye jaante hai hum lekin raat bhar dekhe bina usko rahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata jo mera ho nahin paayega iss jahaan mein kahin rooh bankar milunga usko aasmaan mein kahin pyaar dharti par farishton se kiyaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata un nigaahon mein muhabbat nahin to kaho aur kya hai par wo mujh se ye keh raha wo kisi aur ka hai zaraa sa jhoot bhi dhang se kahaa nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata aankhon mein qaid kiye baitha main ik haseen lamhaa jab main is neend se jaagunga to dil tootega wo mujhe khaab kayi kyun dekha nahin jaata khoobsurat hai wo itna sahaa nahin jaata
kyon na hum tum chalein tedhe medhe se raston pe nange paanv re chal bhatak le na baawre kyon na hum tum phire jaake almast pehchani rahon ke pare chal bhatak le na baawre inn timtimati nigaahon mein inn chamchamati adaaon mein luke huye chhupe huye hai kya khayal baawre kyon na hum tum chale zindagi ke nashe mein hi dhut sarphire chal bhatak le na baawre kyon na hum tum talashein bageechon mein phursat bhari chhanv mein chal bhatak le na baawre inn gungunati fizaaon mein inn sarsarati hawaaon mein tukar tukar yun dekhe kya kya tera haal baawre na lafz kharch karna tum na lafz kharch hum karenge nazar ke kankadon se khamoshiyon ki khidkiyan yun todenge mila ke mast baat phir karenge na harf kharch karna tum na harf kharch hum karenge nazar ki syahi se likhenge tujhe hazar chitthiyaan khamoshi jhidkiyaan tere pate pe bhej denge sunn khankhanati hai zindagi le humein bulati hai zindagi jo karna hai wo aaj kar na isko taal baawre ye aha ha kyon na hum tum chalein
lamha lamha doori yun pighalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai ho lamha lamha doori yun pighalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai khwaahishon ki shaam dhalti hai khwaahishon ki shaam dhalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la teri aankhen dikhaati hain humein sapne sitaaron ke ho ho ho tere hothon pe likha hai jo tum bole ishaaron mein ho ho ho ho khwaabon ke carwaan mein raat chalti hai jaane kis aag mein ye shabnam jalti hai lala lala laa la la la la lala la la lala lala laa la la la la lala la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la behakti shaam aayi hai tujhe lekar ke baahon mein ho ho ho tujhe chhu loon ke rakhun main chhupa kar ke nigaahon mein ho ho ho ho sharmaati ithlaati hai machalti hai
maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi bechaara kahaan jaanta hai khalish hai ye kya khalaa hai shaher bhar ki khushi se ye dard mera bhala hai jashn ye raas na aaye mazaa to bus ghum mein aaya hai maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi kabhi hai ishq ka ujaala kabhi hai maut ka andhera batao kaun bhes hoga main jogi banu ya lootera kai chehre hai iss dil ke na jaane kaun sa mera maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi hazaaron aise faasle the jo tai karne chale the raahen magar chal padi thi aur pichhe hum reh gaye the kadam do chaar chal paaye kiye phere tere mann ke maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi maine dil se kahaa dhoondh laana khushi nasamajh laaya ghum to ye ghum hi sahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Guzar Na Jaaye (Duet) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:29 38853
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K, Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Irfan Khan, Ilene Hamann
Duration : 05:29   Song Number : 38853   

Khoobsurat (M M Kreem) Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:36 20766
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:36   Song Number : 20766   

Kyon Barfi! (2012) 04:23 17073
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17073   

Lamha Lamha Gangster (A Love Story) (2006) 05:22 20824
 
Poster of Gangster (A Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 05:22   Song Number : 20824   

Maine Dil Se Kahaa Rog (When Love Is A Disease) (2005) 05:15 20879
 
Poster of Rog (When Love Is A Disease) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Irfan Khan
Duration : 05:15   Song Number : 20879   
Karaoke Songs of neelesh mishra, Sad Songs of neelesh mishra, Love Songs of neelesh mishra, Dance Songs of neelesh mishra, Hip-hop songs of neelesh mishra, Best songs of neelesh mishra, Super hit songs of neelesh mishra, hit songs of neelesh mishra, duet songs of neelesh mishra, solo songs of neelesh mishra, old songs of neelesh mishra, famous songs of neelesh mishra, Hindi Karaoke Songs of neelesh mishra, Hindi Sad Songs of neelesh mishra, Hindi Love Songs of neelesh mishra, Hindi Dance Songs of neelesh mishra, Hindi Hip-hop songs of neelesh mishra, best Hindi songs of neelesh mishra, super hit Hindi songs of neelesh mishra, hit Hindi songs of neelesh mishra, duet Hindi songs of neelesh mishra, solo Hindi songs of neelesh mishra, old Hindi songs of neelesh mishra, famous Hindi songs of neelesh mishra, Sing Along Songs of neelesh mishra, Sing Along Sad Songs of neelesh mishra, Sing Along Love Songs of neelesh mishra, Sing Along Dance Songs of neelesh mishra, Sing Along Hip-hop songs of neelesh mishra, Sing Along Best songs of neelesh mishra, Sing Along Super hit songs of neelesh mishra, Sing Along hit songs of neelesh mishra, Sing Along duet songs of neelesh mishra, Sing Along solo songs of neelesh mishra, Sing Along old songs of neelesh mishra, Sing Along famous songs of neelesh mishra